ek baar tera naam likha tha maine
tanhayi ke unn palon mein
tujhe he yaad kiya tha maine
saagar ki maujon ne tera naam to mita diya
na mita saka woh naam
jo dil par likha tha maine
